Friday, February 8, 2008

Most Awaited Lyrics - Taare Zaamen ParLyrics

Dekho inhein yeh hain oss ki boodein
Patto ki good mein aasaman se khude
Angdai le phir karwat badal kar
Nazauk se moti hasde phishal kar
Kho na jaye yehh
Taaare Zaaame per
Yeh to sardi mein
Dhoop ki kirane
Uthre to aangan ko sunhara sa karne
Maan ke andhero ko roshan sa karde
Thiturti hatheli rangat badal de
Kho na jaye yeh
Taare zaaamee per
Jaise aankhon ki
Deebiyan mein neediyan
Aur neediyan mein meetha sa sapna
Aur sapne mein mil faristha sa koi
Jaise rango bhari peechkari
Jaise Teetliyan
Phoolo ki kyari
Jaise bina matlab ka pyara rista ho koi
Yeh to asha ki lehra hai
Yeh to umeed ki seher hai
Khushiyon ki nehar hai
Kho na jaye yeh taare zaaamen per
Dekho raaton ke sene pe yeh to
Jhil mil kisi lao se uge hain
Yeh to andiyan ke khushbo hai Bhago se bah chale
Jaise kach mein chudi ke tukde
Jaise khile khile phoolon ke mukhde
Yeh bansi koi bajaye pedo ke tale
Yeh to jhoke hai pawan ke
Hai yeh gungroo jeevan ke
Yeh to sur hai chaman ke
Kho na jayeee
Taree zaame per.
Mohale ki ronak galiyan hai jaise
Khilene ki zid per kaliyan hai jaise
Muthi mein masam ki jaise hawalien
Yeh hai buzurgo ke dil ki duyaaien
Kho na jayeee
Taare Zaamen per
Tare zaaame per
Kabhi baatein dadi naani
Kabhi chale jaise num num pani
Kabhi ban jaye bhole saawalo ki jhadi
Sanate mein hasi ke jasie
Sune hoton pe khushi ke jasise
Yeh to noor hai basrse gar teri kismat ho badi
Jaise jhil mein lehar aai chdiyan
Kho na jaaye , kho na jaayeeeee.ee